Renowned Urdu poet Saghar Khayyami passes away

One of the most popular humorist poets of Urdu, Saghar Khayyami passed away in Mumbai. He was admitted to the Nanavati Hospital after suffering cardiac arrest.

Khayyami, whose real name was Rashidul Hasan, was 70. The body has been flown to Lucknow for the last rites. Saghar Khayyami’s demise has left the Urdu world in a state of shock. He was unquestionably the most popular satirist and exponent of humorous poetry in Urdu.

His presence ensured the success of any mushaira and was among the most recognised faces of Urdu poetry in the country. Apart from India, he was also popular in Gulf and America. The stage of mushaira would no longer be the same, without Saaghar Khayyami.

Indscribe (anindianmuslim.com)

35 Responses

  1. Khuda ki Maslehat insaan ki taskeen hai marna
    Agar Marna na ho jeena yaha.n Dushwaar ho jaye

    MAGAR SAGHAR SAHAB 70 SAAL KI UMER MEIN BHI TAMAAM SAMAYEEN KO HASATE RAHE. AUR TANZ O MIZAH KE KAMYAAB O NAAMWER SHAYER RAHE AUR KYA CHAHIYE.

    ALLAH UNHE GHAREEGH-E-RAHMAT KARE.
    AAMEEN.

  2. ETV URDU APNE MEHFILE MUSHAIRA MEIN 21 JUNE SATURDAY 9.30 KO JANAB
    SAGHER KHAYAMI MARHOOM KO APNA KHIRAAJ PAISH KARE GI.

    ALI BABA MUSIC DIRECTOR DAREECHA ETV.

  3. Saghar Sahib ne hans kar jang karte rehne ka fan sikhaya. Unhone apne makhsoos andaz mein samaji masael kee taraj bhee bharpoor tawajjuh dilai.

  4. sagher jo hansadetey they rooton ko jehan men
    khud suey jinah chaldiye wo sab ko rula kay
    allah taala maghfrat farmaen aamin
    qahqahoon key liey faryad karegi dunya
    hum na hongey to hamey yad karegi dunya
    a saghrey khyyami bey maqsado bey maani
    ghalib ney chaney tongey tum khatey ho biryani
    kuttey kisi key sair ko motor mein jayen hen
    qismat key dar pey beth key hum dum hillayen hen

  5. tamam urdu key hamion ki taraf sey sagher bhai ki maghfrat key liyen dua ki darkhwast

  6. i was shoked to know about his death he was king of urdu no one can replace sagher khayyami sahib in urdu duniya
    allah apki maghfrat farmaen aamin

  7. sagher sahib was a great man it is a great loos to world of urdu khuda taala bakhshish farmaen aamen
    muttalqeen ko sabre jameell aamin

  8. sagher bahi was not only agreat poet he was a great man also his poems are superb it is a loos realy a great loos of asians
    JAM GAYA PUSHT PEY GHODEY KI BICHARA DULHA
    KHOD KEY KHURPI SEY SALEY NEY UTARA DULHA

  9. AFSOS SAGHER BHAI NAHI RAHEY
    HE WAS MY NEBHOUR LONG BACK BUT WE USE TO MEET IN PARTIES N FUNCTIONS MUSHAIRAS KABHI LAGTA NA THA KEY HUM LOG SATH NAHI RAHTEY WOH IS TARAH SEY MILTEY THEY ALLAH TALA JANAT UL FIRDOS MEIN MAQAM ATA FARMAEIN AAMIN

  10. Saghar sahab marne se do teen din pehle tak hum logon ko hansate rahe.

    Bistar-e-marg pe hansta nahin koi bhi yahan
    tune to maut ko khilwad bana rakha tha

  11. GREAT PERSON ON THE EATH FOR LAUGHTER LEFT US FOR HEAVEN ALLAH TAALA UNKI MAGHFRAT FARMAEIN AP LOGO SEY BHI ISI DUA KI DARKHWAST HEY
    AAMIN
    SALIM AIJAZ ABBASI ABBASI

  12. WOH HAMAREY PADOSI HI NAHIN EK KUNBEY KEY SARPRAST THEY UNKA AANA AUR HASANA AUR JATEY JATEY HASANA EK KHAWAB HO GAYA MEIN TAMAM GHALIB APARTMENT AUR SAGHER APARTMENT OKHLA KI KHAWATEEN KI TARAF SEY KHIRAJEAQEEDAT PESH KARTI HOON
    ALLAH TALLA SAGHER BHAI KO JANNAT UL FIRDOS MEIN AALA MAQAM ATA FARMAEIN AAMIN SABHI PARNEY WALO SEY DARKHWAST HEY KEY JAB BHI YEH SITE KHOLEY TO SAGHER BHAI KEY LIEY EK BAAR ZAROOR DROOD PAREIH JAZA KALLA
    SHAMA

  13. An embodiment of courtsey, dignity, humility, humor and culture.
    Funny and frequently thought provoking.
    Unique!
    Sagher Sahib will be missed.
    May God grant peace to his soul.
    Respectful symapathy and condolence to his family.
    Manju

  14. Kitne hain badnaseeb jinhain ma nahi milti
    Saghar hain khushnaseeb jo pehlu main dafn hain

  15. Bistar-e-marg pe hansta nahin koi bhi yahan
    tune to maut ko khilwad bana rakha tha

  16. Teri Qayenath May Aye KHODA Mera Dil Kahi Bhi Laga Nahi, Jo Tasaliyaan Mere Dil Ko De Mujhe Koi Aesa Mela Nahi.
    ABi

  17. Saghar saheb urdu duniya ki mazahiya shairee ke be taaj baadshah the.unhon ne apni shayree se logon dilon ko jeeta baki samaj ke un pehluon par nazar daali jise koi bhi muhibbane urdu kabhi bhi framosh nahin kar sakta .allah taala unhein jannatul firdos mein aala muqam ata kare.

  18. saghar sb. MERE SEENE MEIN EK DIL AUR US DIL MEIN TUM HO.JAHAN REHTA NAHI KOI WAHAN REHTE TUM HO.

  19. Saghar Khayyami, a brilliant star on the horizon of humorist and satirical poetry in Urdu has disappeared, but not before leaving an indelible impression of his vibrant poetic skills and excellence which will continue to inspire others of his kind in India, Pakistan and abroad.Clad in his characterestic black Sherwani and spotless white Pyjamas, he was the most sought after amongst all the poets in a Muhaira because of his untiring capacity and will to enthrall the audience and very often it turned out to be a sort of personal interaction between him and those off the podium. There was hardly any occasion when he would feel irked at the repeated requests made by the audience for reciting particular poems of their choice and he often met their demand with his usual sense of wit and humour. God bestow peace upon his soul…….Amen.

  20. zinda hai aadmi to ye uska kamal hai
    warna fiza me saas bhi lena mahaal hai

    sagar sahab ki shayari me tanz hota tha jo logo ko gud gudata tha aur 1 paigaam deta tha aane wali nasl ko..

  21. sagar sahab was the great poet in urdu litratur((((tanz-o_mizha),it is a lose of urdu dunia.

  22. SAGHER ALWAYS BE REMEBER FOR SHOWERING SMILE FOR HUMANITY,HE WILL BE ALWAYS IN THE HEART OF URDU LOVERS

  23. I am sad today as i get to know you are passed away. you will get respect always by me. doesn’t matter i am unknown and you are gone.

    Aamin

  24. allah taala unhein jannatul firdos mein aala muqam ata kare.

  25. His all poems are in this website

    poetry2sms.com

  26. allah taala sagher uncle ko jannat ul firdos mein jagah atta farmaein aameen

  27. we are all sad

  28. He was my grandfather’s brother…….i would definitely miss his company….may he rest in Peace…..

  29. RIP, SAGHAR SAHIB.

    FARISHTON KO BHI KHUSHIYAN DE PAYEGE AAP, AISA HAMEIN YAKEEN HAI.

  30. Unke barabar koi urdu ka mazahiya shayer nahi ho sakta.

  31. Saghar sahib ka koe DEWAAN chape bari enayat ho gi-agar ksi saheb ke pass unki gazleen hain to woh internet par layeen.
    masood zaidi
    smzca@hotmail.com

  32. allah inhe jannautul firdaus ata farmaye

  33. I m big fan of u sir. Allah aapko jannat ata kare ameen

Leave a comment