Main gunahgaar aur anginat paarsaa….Muzaffar Hanafi’s ghazal

muzaffar.GIF

maiN gunahgaar aur anginat paarsaa chaar jaanib se vaar karte hue
jaise shabkhuun meN baukhlaa kar uTheN log ‘talvaar talvaar’ karte hue

This is a unique ghazal by Muzaffar Hanafi. I would post more of him at http://www.bestghazals.blogspot.com

7 Responses

  1. HYDERABADS SIASAT URDU DAILY EDITOR IN SEX RACKET

    A Hyderabad based urdu newspaper siasat editor mr amir ali khan and mr mazhar and mr alamdar were involved in a sex racket today as exposed by MIM floor leader in the state assembly in which a young girl was sold to alleged sex racket after being brought in a trap by offering her a scholarship and then taking her to a farmhouse and raping her which are seirous offenses and even forcing her parents not to file a police complaint and threatnig them with dire consequences.Even the National Law Trust has sent a letter dated on 14-09-2006 signed by its Chairman Mr Khalid Nishu to all the Newspaper editors to take up the story as it damages the reputation of the media and the victim Mrs Mariam Fatima had even met the President of India seeking justice and the State Home Minister has appointed a team led by deputy Commissoner of police Mr Madhu Sudan Reddy IPS to investigate the case as promised by the Minister in the Assembly .

  2. I wanted to post it as a new thread but didnt know how to do it.Am posting one of my nazm n will be grateful for the feedback.
    I am also looking for the rules of azaad poetry and the difference between azaad n nacri poetry.
    Brijinder”Sagar”

    Mazhub

    Har haath main mazhub kay parcham
    Har aaNkh main wehshat ka junooN
    Lub pay haiN nafratoN kay sholay
    KhyaaloN pay ik aawaaraa fusooN

    Ik zehar ka baadal fazaa pay chaayaa hai
    Khumaar-e-ghaphlat phir zehanoN pay aayaa hai

    Har nighaah main bus ik swaal ki bu
    Hindu ki aulaad hai ya muslim hai tu
    Tarak subnay kiyay viraasat kay khazaanay
    Woh Nanak ki wehdat Kabir kay taraanay
    KahiN talwaaraiN to kahiN trishool aayaay
    SadioN ki pehchaanaiN sub bhool aayaay
    Bhai ko bhai kay qatl ki pyaas
    NamooN har samt yahi ghurbat-e-ahsaas
    Lahu phir apnay hi lahu say laraa hai
    Waqt phir sehmaa saa ik aur ja kharaa hai

    Abhi to bhray bhi na thay Zakhm tam_ddun kay
    Abhi to bhoolay bhi na thay woh aleel ayaam
    DariNda insaaN main uthaa tha yeh abhi kal ki baat hai
    Aadam khud bika tha yeh abhi kal ki baat hai

    Aur aaj phir utraa hai afreet-e-wehshat
    Aur phir say lagaayay hai chehraa mazhub ka
    Phir say hai hujoomoN pay ik shauq-e-bekaar
    Phir say banaa mazhub bahaanaa nafrat ka

    Kab talak paighaMbar yooN neelaam karogay?
    Kab talak latkaingay masihay saleeb-e-yaas par?
    Kab talak pinhaaN insaaN qattl hogaa?
    Kab talak pashymaaN karogay apnaa wazood?
    Kab talak?
    ———————–

  3. Siast is very good news paper and always provide inforamtion first. This news paper is in the league one. I seen my fathe’s gazal its beautiful.

    Muzaffar Hanfi’s one very popular sher

    bujhtay bujhatay bhi zalim nay apna sar jhuknay na diya

    phool gai hai saa’ns hawa ki ek chargh bujhanay mein

  4. mere Pass se guzzar kar mera haal taak na poocha
    main yeh kaisy maan jahoon woo Door ja kar Royee

    03459689925….aik sms karoo jawab main 2 loo

  5. Really good one

  6. Intehai behooda aur mazahka khez ghazal hai . Tajjub hai aap jaisa ba-zauq admi is ghazal ko pasand kar raha hai.

    Muzaffar Hanfi ki baaz takhleeqat achhi hai lekin ye ghazal to kisi zawiye se is layaq nahi ki usko blog per shaya kiya jaye.

    Pata nah kya ho gaya hai zauq aur ahl-i-zauq ko ? Ya mujhi ko kuchh ho gaya hai ?

    Hamare asatazah aagar qabron se uth aayen aur aise ghazlon per hum aapko daad detey hue dekh len to shayad dobarat maut ki tamanna karne lagengey !

    Khuda Hafiz

    Qudsia

    • Hi Qudsia Bibi,
      I don’t know who you are!! But ek baat janane ka khaahishmand hun k aap itni bad zauq kaise hain. I bet… Qudsiay is not your name. You must be a third class poet of poetess, and of course a sahib E kitab.. Muzaffar hanfi sahab ne aap ki kitab par “haqeeqi” tabsira likha hoga kisi magazine meN… aur woh kitabat ki kisi ghalti k beghair ehtemam se shaye hua hoga.. Main janta hun ki is tarah Muzaffar sahib ne dher sare dushman banaliye haiN.. Magar kya kareN. kuchh sach_che ahl E qalam aaj k khoshamadi daur me hain jo paise leke tabsire nahi likhte aur “Ba-zauq qari” k sath kabhi dhoka nahi karte. Aap hi ko kuchh hogaya hai. aap ne durust andaza lagaya. I am big fan of Muzaffar Hanfi shahab.. Un ki shairi to unlogo k liye hai Jo really ahl e adab hain… SMS type ki shairi parhne wale to un ki shairi ko bakwas kahenge hi.

Leave a comment