Ghazal usne chheRi mujhe saaz dena/Zara umr-e-rafta ko aawaaz dena….Safi Lakhnavi

safi 

Safi Lakhnavi’s ghazal.

ghazal usne chheRi mujhe saaz dena/ zara umar-e-rafta ko aavaaz denaa

qafas le uRuuN maiN hawa ab jo sanake/ madad itnii ai baal-e-parvaaz denaa

na Khamosh rahna mere ham-safiiro/ jab aavaaz duun tum bhi aawaaz denaa

koii siikh le dil kii be-taabi’oN ko/ har anjaam meN raqs-e-aaghaaz denaa

daliil garaaN barii-e-sang-e-gham se/ Safi tuut kar dil ka aavaaz dena

—-

Syed Ali Naqi Zaidi ‘Safi’ Lakhnawi was born in Lucknow on January 2 1862. Prominent poet of Lucknow school, Safi’s abovementioned ghazal has been very popular. His masnavi Tanzimul Hayat was also an acclaimed work. He died in 1950.

[chheri, chhedi, chedi, cheri, lakhnavi, lakhnawi, lakhnau, lakhnowi]