Kaifi Azmi’s nazm on Hazrat Imam Husain

Hazrat Imam Husain

On the occasion of Yaum-e-Ashura, here is Kaifi Azmi’s Nazm
in the praise of Hazrat Imam Husain.

Poetry on Hazrat Imam Husain

hurriyat ko aaj phir hai ibn-e-Haider kii talaash
vaqt ko phir hai karoRoN meN behtar kii talaash
zindagi ko phir ek jaaN-baaz rahbar kii talaash

phir javaanii khone ko hai voh nishaan-e-hurriyat
phir huii hai dosh-e-Abbas dilaavar kii talaash
phir hummiyat uThi hai phir hai izzat garm-o-kaar
phir huii hai zindagii ko josh-e-Akbar kii talaash

dekhnaa Kaifi nishaan-e-Hurriyat lahraaegaa
jab jahaaN ko azm-e-Sher-e-Karbalaa mil jaayegaa

Indscribe

44 Responses

  1. beautiful poem………

  2. woow!beautiful poem……….

  3. woow!lovely poem……….

  4. Its very good. Please print the complete nazm. Appreciate if a marsiya written by Kaifi Aazmi is provided on the blog. That would be great.

    Best regards

    Yousuf

  5. mohotram janb allama kaifi azmi ko pur khus salm….apne shahzadie konon ko unke lal ka pursa di iska ajer apko shehzadi dengi,,,,,,bohot hi khubsurat hai aapki ye name …allha apko or madhe shudai karbala kerne ka hosla bakhse .kioki her kisi ko ye maqam hasil nahi hota …..mola apko salmat rakhe …
    khuda hafiz
    min janib
    Abbas ali
    vil memon sadat
    distt bijnor u.p

  6. nice kalam ,
    i am workin on salam and mardhias,any friends have some collection of books on salam and marshia ,send to me on my email addres.
    akkasurdu2@gmail.com
    thanks

  7. nice

  8. BAHOT KHOOOOOOOB

  9. If there is any more maraasi by Aazmi sahib please post it.Thanx.

  10. Ajj waqi he Muslim world ko ibn e haider ki talash hai.

  11. Lovely Poetry.

  12. aj agar hum un k nakshe qadam pe chale tu zaror kamyab ho jai ge………………………..

  13. excellent nazm

  14. Very Nice.

  15. ya ali madad
    mashallah
    bohat zabardast poem hai.

    keep it up

    iltimas dua
    syed ghazi abbas naqvi

  16. main apnia baba sa bohat pyaar kartha ho bba hussian app ka gulam app ka intzaar karia ga qiamt ka din tak baba abbas ko mera sallam ho Allah love u Pak 5 tan Love You
    Miss you All muhammad

    Sallam Ul Alekum
    ALL MUHAMMAD & KARBALA

  17. SALLAM UL ALEKUM

    DONIYA WALO JAGO QIAMT DOOR NAHI HA DIN BOHAT QAREEB HA APNIA GUNHA KAM KKARO
    YA ALLAH IN KA SADQIA MIAN
    HAZRAT IAMAM HUSSIAN A S
    HAZEAT IMAM HUSSAN A S
    HAZRAT IMAM ALI A S
    HAZRAT MUHAMMAD A S
    HAZRAT ABBAS ALLAM DARR A S
    BIBI ZIANAB A S
    BIBI FATIMA A S
    MASOOM 72 IMAM
    MUHAMMAD NA ISLAM KA LIYA SARA GHAR LOTA DIYA ALLAH NA IN KO KIA MAKAAM DIYA 14 SDIYA GOUZAR GAYE AB TAK ALLAH NA IN YADD TAZA RAKHI HOYE HA ALLAH IN K KHATAR PAKISTAN HAR AZAAB SA BCHANA ……………………………………………………………………………………..
    APP LOGO SA REQ HA
    KA PLZ NAMAZ 5 WAQAT K ADA KARIA OUR DUA KARIA YA ALLAH HUMARIA PAKISTAN KO IN SADQIA MIAN REHMAT SA OUR HAR IK KUSHI SA BAR DA AMMEN…
    AJJ HUM SAB YA WADA KARIA KA HUM AGER ISLAM KA LIYA JAN B DENI PARI TO PECHIA NAHI HATIA GA HUM LOG HAZRAT IMAM HUSSIAN A S …K BATOO PA AMAL KARIA GA YA ALLAH HUM KO TOFEEQ DA KA HUM HAZRAT IMAM HUSSIAN AS K BATOO PA CHAKTIA RAHIA …
    AMMEN SOM AMEEN
    …ALLAH HAFIZ

    MY EMAIL ADR..
    Naveed_eng@hotmail.com
    Naveedeng@yahoo.com
    Mohammad786naveed@gmail.com

    pla app apna jawab is mail par da

    app ka dost hussian ka malang
    Muhammad naveed ahmed
    ALLAH HAFIZ

  18. acha kalam aapne tkhtiq farmaya hai. bahul bahul shukriya dil ki gahrai se

  19. Beautiful thinking by you. HUM SAB KI DUA HAI MOLA IMAM ZAMANA (A.S)KA ZAHOOR JALD KARAY. AMIN

  20. Wow, amazing!

  21. salam 2 all
    v good poem.it realy according to nowadays time.
    mola sb ko salamt rkhe..
    doago fatima

  22. wonderful work…

  23. wa kia bat ha mare mola hussain ki hussain zindabad

  24. hussain tum ko zamana salam kehta ha

  25. bas ya husain hum tere qurban ayh karbala teri miti ko salaam

  26. Lovely poem! This is the attitude that we should have towards ahle bait. The poems translates beautifully the poet’s repect and belief of Hazrat Hussain (RA).

  27. gooooooooooooooooooooooooooood

  28. salam ya husain,from bilawal

  29. I REALY LIKE THAT AY HUSSAIN TUJ PAY HAMARA SALAM HO TU NA HOTA TO YE DEEN KESSEY BACHTA

  30. I REALY LYK THAT

  31. AAP K PASS KUCH AUR HO TO WO BHI POST KAREN KASSAM SY BOHUT ACHAA THA

  32. exellent i am a shiya so i noiw its very good [keep it up]

  33. Mashallah.allah ham sbko khair o jaza de(amin) mere nabi k lalo ap par aur hamare rasool e pak(s.a.w) par karoro durud or salam. allah ki khair se ham sb se kayamat ki aag dur rahe

  34. lovely cute poetry 4 us

  35. اس نظم کا چھٹا مصرع ذرا پھر دیکھ لیجیے۔

  36. i am from indian occupied kashmir and i m a poet bt i dnt knw how to publish my nazm,ghazals n marsiya in international journal…..if any1 can help…plz rep back at
    darcorp121@live.in

  37. Really it is true and touch my heart

  38. God Bless Kaifi Azmi

  39. ماشااللہ بہت ہی اعلیٰ کلام ھدیہ کیا ھے جناب کیفی اعظمی صاحب نے۔
    اللہ ان کی توفیقات میں مزید اضافہ فرمائے۔ آمین۔

  40. احسن بٹ صاحب درست فرما رہے ہیں کی اس کے چھٹے مصرعے میں کتابت کی غلطی ہو گئی ہے شاید۔

  41. wow!! really vry 9ce poem !!

  42. MashaAllaha boht aala kalam hy…Allaha or toufuiqat main izafa farmay ameen

  43. Hassan(a.s) ko daikh kr Mohr-eNabi S.A.W.W pe kehty thay log…
    Rasool S.A.W.W apna hi bachpan uthaa’ey phrty hain…

  44. Parwardigaar…!Suntay hain tu rehta haiy saha-e-rag k qareeb…
    Jab khanjar Hussain par chala to tujh pr kya guzri…….
    (Allama Muhammad Iqbal r.h)
    Dua go… Ghulam-eHussain…. Wsim faraz

Leave a reply to TATS Cancel reply